
![]()













Hazrat
Ali (A.S)
Jisne Kisi Ko Akele Me Nasihat Ki Usne Usse Sanwar Dya.
Or Jisne Kisi Ko Sb K Samne Nasihat Ki Usne Usko Mazed Bigar Dya.
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Farman-e-Hazrat Ali (A.S)
Tum acha karo or zamana tumhay bura samjhe, ye tumhare haq mai behtar hai
bajaye es k tum bura karo or zamana tumhen acha samjhe
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
“You have guard your wealth, but knowledge will guard you.
Therefore, knowledge is better than wealth.
Hazrat Ali (A.S)
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Hazrat Ali (A.S)
“Bura dost aag ki manind hy” Agr jalta hoga to apko jala dega” “or agr bujha
hoga to ap k hath kale kar dega”
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Farman-e-Hazrat Ali (A.S)*****
Koi GUNAH Lazat k lye mat krna que k Lazat khatam ho jaegi GUNAH baqi
rahega or koi NEKI taklif ki waja se mat chorna que k taklif khatam ho jae gi
NEKI baqi rahegi..
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Hazrat Ali
(A.S)
Logon se is tarhan se milo ke agar mar jao to wo tum
par roein aur agar zinda raho to wo tumse milne ki
khuwahish rakhte hon.
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Hazrat Ali (A.S) Se Pocha Gaya:
Dunia Ka Sab Se Ameer Shakhs Kaun Hai?
Jawab Mila:
Dunia Ka Sab Se Ameer Shakhs Wo Hai
Jis K Dost Mukhlis (Hamdard)Hon
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Momin Ki Aadat Hey K Woh Khushi Mien Shukar Guzar. Takleef Mien
Sabir, Aur Khush Hali Mien Apney Malik Say DArta Hey
(Hazrat Ali. (A.S)
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Mailne Par Logg
Badaltay Nahi, Balkay Be-Naqab Hote Hain.”
“Hazrat Ali (A.S.)”
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Jab Tum Duniya Ki Muflasi Se Tang Aa
Jao
Aur Rizq Ka Koi Rasta Na Niklay
To Sadqa De Kar ALLAH Se Tijaarat Karo.”
“Hazrat Ali (A.S.)”
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Sabar Ki 2 Surtain Hain.
1- Jo Na Pasand Ho Usay Bardasht Karna.
2- Jo Pasand Ho Uss Ka Intezaar Karna.
Hazrat Ali (A.S.)
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Din Ki Roshni Main Rizq Talash Karo,
Aur Raat Ki Taariki Main Usay Talash Karo,
Jo Tumhain Rizq Deta Hai.”
“Hazrat Ali ( A.S. )”
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
“Hazrat Ali ( A.S. )”
Yeh Na Socho Allah Dua Foran Qabool
Kyun Nahi Karta,
Yeh Shukar Karo Ke Allah Hamare Gunahon Ki Saza
Foran Nahi Deta.”
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
“Hazrat Ali (A.S) Agar Tumhai’n Yaqeen Ho Jaye k
Tumhara RIZQ ALLAH k Paas Hy Tou Phir RIZQ Ki Talash
Na Kro Bal k ALLAH Ki Talash Kro Jis K Paas Tumhara
RIZQ Hy …
(Hazrat Ali (A.S )
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Log aam tor pr Aib se Yaqenan Khali
nhe,
ps kisi k Posheda aib Zahir na kro
q k unka Faisla ALLAH k hath me hay”.
Hazrat ALi (A.S)
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Hazrat Ali::( A.S ) ne farmaya
Jahan sadaqat aur khaloos nazar aaye
wahan
dosti ka hath barhaoo,
earna tumhari tanhai tumhari behtareen sathi hai…………….
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
A LOGO dunya sirf ak guzar gah hai or akhrat mustakil rehnay
ki jaga hai, lehaza tum log apni guzur gah se apni aakhrat ki tayari
kar lo. (HAZTAT ALI A.S)
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
( HAZRAT ALI A.S )
DOST CHAHAY JITNA BHI BURA BAN JAYE,
KABHI USSAY DISTI KHATAM NAHE KARNA,
KYUN K PANI CHAHAY JITNA BHI GANDA HO JAYE,
AAG BHUJANAY K LIYE KAFI HUTA HAI.
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
HAZRAT ALI (A.S)
"Agar kisi ka banna chahtay ho to poori Haqeeqat se ban jao,
Warna apni zaat mein aisi haqeeqat paida kr lo k koi haqeeqat may tumhara ban
jaey."
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Hazrat Ali (A.S),
"kisi bhi shaks se tum narazgi ka lamha itna taweel na kero woh tumharay
beghair hi jeena seekh lay"
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
"Tanhai Mein Gunaah say Bacho,
Q k
Iska Gawaah Allah Ta'alah khud Hai "
Hazrat Ali (A.S)
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Farman-e-Hazrat Ali (A.S)
Koi GUNAH Lazat k lye mat krna que k Lazat khatam ho jaegi GUNAH baqi rahega or
koi NEKI taklif ki waja se mat chorna que k taklif khatam ho jae gi NEKI baqi
rahegi.
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Har ibadaat hay meri
yad e ali k saye me
kat rahi hy zindagi aulaad e ali k saye me
Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye
har ghari rehta hun main nad e ali k saye me
SHAH SYED ZAKARIA GURDEZI
S/O SHAH SYED ADBUL GHANI GURDEZI
![]()
![]()
E-MAIL:- zakariagurdezi@ziaratekhwaja.com
zakariagurdezi@gmail.com & dargahsharif@gmail.com
Chhati Ajmer,Dargah,Chhati Sharif,Chatti Sharif,Chati Ajmer,Chhati Sharif Ajmer
![]() |
Phone: 0091-145-2423825, 2620512 |
| Mobile: 91-9829073492,9928533249,9928996786 | |
| Fax: 0091-145-2431824 |
